Jio Ki Internet Speed Kaise Badate hai | 50mbps Jio APN Setting
Agar aap India mein hai aur mobile mein internet use karte hain to Mumkin hai ki aap abhi jio sim se net chala rahe hain. Agar aap Kahin Aise area mein rahte hain Jahan bahut jyada log jio sim ka use karte hain to aap ki Internet speed slow Ho Jaati Hogi.
Jio vaise to 4G network per kam karte hain aur Dekha Jaaye to acchi speed bhi mil Jati Hai.. vaise kabhi kabhi network is Yug Ke Karan speed slow ho jaati Hogi.
Jio internet speed badhane ke liye Hamen vaise Ek APN setting karni hai Jiske bad 100% aapki internet speed badh Jayegi.
Abhi main aapko jio ki ek APN setting bata raha hun aapko vah bilkul same hi apne mobile mein karna hai.. to Chaliye dekhte hain step by step aapko kya karna hai jio ki Internet speed badhane ke liye.
Jio APN setting kaise karen fast internet ke liye
Aapke paas phone Koi Bhi Ho setting Sabhi Mein same karna hai. Vaise ho sakta hai Kuchh option Upar Neeche Ho.. isliye aapko jo bhi setting karna hai Dhyan se karna hai.
APN setting karne se pahle aap apne internet ki speed check Kar Lijiye abhi kya mil raha hai Taki Pata chal APN setting karne ke bad kitne speed badi hai. Aap apna internet speed Kisi bhi app ke dwara check kar sakte hain Play Store se app download kar sakte hain Speed Test app aur Apna Internet speed check kar sakte hain.
Jo bhi internet speed abhi aapko mil rahe hai vah dekh Lijiye. Aur kahin note bhi Kar Lijiye..
Ab jio APN setting karne ke liye mobile ki setting >>Sim Card And Mobile Networks>>Jio Sim>>Access Point Names>>New APN (+)
Ab new APN ki setting Mein yah sab entry karni hai Dhyan Rahe bilkul same setting karni hai.
- Name - Speed Bot v3.6 Beta
- APN - JioNet
- Proxy - Not set
- Username - Not set
- Password - Botv3.6
- Server - www.Google.com
- MMSC - Not set
- MMS proxy - Not set
- MMS Port - Not set
- MCC - jo hai wahi rahne do
- MNC - jo hai wahi rahne do
- Authentication - Not set
- APN type - Not set
- APN protocol - IPv4/IPv6
- APN rooming protocol - IPv4/IPv6
- Bearer - LTE, HSPAP, HSPA, HSDPA, UMTS, GPRS
- MVNO type - None
APN setting karne ke bad isko save Karke select Kar Lijiye.
Ab Ek Bar net off karke on Karen FIR double se internet ki speed check Karen.
Speed check karne ke bad Mujhe comment Karke Jarur bataen jio ki is APN setting se aapki internet speed Badi Ki Nahin aur Agar Badi to pahle Kitni Thi Aur new APN ke bad Kitni Hui vah comment Mein Jarur share Karen.
Note: yah Jo APN setting hai vah work to kar raha hai, per internet ki speed area ke according bhi kam jyada ho sakti hai Kuchh Logon Ko 20 MBPS mil Rahi Hai . To Kuch ko 40 MBPS to Kisi Ko 5 Mbps per Itna main kar sakta hun jitni speed aapko pahle mil rahe the usse to jyada hi milegi.
APN setting ko TRAI Jarur Karen aur Agar yah aapke liye work kar rahi hai. to aap niche Diye solah button per click Karke Apne dost se Jarur share Karen.
Comments
Post a Comment
Join Telegram Chanel☑️ https://telegram.dog/techsiddharth - Or Install Telegram, Search techsiddharth And Join Tech Siddharth