Ads Inside Post

Comments System

blogger/disqus/facebook

Instagram Se Paisa Kaise Kamaye - 5 Tarika Instagram Se Paisa Kamane Ke Liye

Instagram par paise kaise kamate hain?  Aaj kal Social Media ka Jyada upyog Hone Laga Hai Kyunki Har koi nayi nayi social media Mein alag alag account Banakar dusre Logon se aur apne doston ke sath Jude sakte hain Social Media ka kam to Logon Tak Jankari pahunchana aur Logon se baat karne ke liye hota hai. Jaise Jaise social media Logon Tak pahunch raha hai vaise vaise iska istemal Karne Ka Tarika bhi badal raha hai. 

Log iska upyog Apne vibhinn karyon ke liye karne lage Hain yah Karya jankari, Logon se baat audio calling video calling brand ka prachar marketing Vigyapan se Paisa kamane Ka Tarika aadi keep rup mai log upyog karne lage. Aaj Ham Tum Hi upyog Mein Se Kisi Ek ke bare mein aapko bataenge Vahi janenge ki Kaise aap social media ke Madhyam se a Ghar Baithe aasani se paise Kama sakte hain Yahan Instagram se paise Kaise kamaye topic ke bare mein vistar purvak Jankari pradan Karenge. 

Instagram Kya Hai? 

Instagram Ek social media platform hai jo Logon ko engage Karke Rakhta hai. Ismein aap apni photo tatha video Logon ke sath share kar sakte hain yah bhi Facebook tatha WhatsApp Ki Tarah hi Karya karta hai parantu ismein Kuchh alag suvidhaen milati Hai jisse Isko alag look deta hai. 

Yah Ek Android app hai jo laptop tatha aapke Android mobile mein chalaya Ja sakta hai ise aap Play Store ke Madhyam Se Badi aasani Se download kar sakte hain. ise 2010 Mein launch kiya tha.

Instagram ke Madhyam se aap Facebook ka bhi follower Badha sakte hain. ya aapko Kai Prakar ki Suvidha pradan Karta Hai Jaise Photo video tatha Anya audio clip sharing ka mauka deta hai.

Instagram Ki Jaankari 

To friends  Ham Jis social media ke bare mein Aaj baat kar rahe hain uska naam Instagram Instagram bhi Baki social media platform Ki Tarah hi Kafi Jyada popular hai. Logon ke bich Mein lekin ise sabse Jyada Apne photo ko share karne ke liye istemal Kiya jata hai. 


Instagram bahut hi Jana Mana social media platform hai hi ismein rojana 75 million Se Jyada log active rahte hain. Abhi tak Instagram ko 500 million Se Bhi Jyada Logon Ne download kar chuka hai. aaj Ham Instagram Ham Aaj aapko Instagram ke bare mein vistar purvak samjhaie tatha isase paise Kaise kamae Jaate Hain Iske bare mein bhi bataen. 

Instagram ke Sansthapak Kaun Hai? 

Instagram ke founder hi Kevin systrom San 2010 Mein Kevin Systrom Ji Ne is company ki sthapna ki thi April 2012 mein Facebook Ne Nagad $1 billion rupaye dekar Instagram ko khareed liya tha. 

Instagram Se Paise Kaise Kamaye


Yahan Instagram per paise Kaise kamae Uske bare mein vistar purvak Jankari Denge. yah aapke liye ek Achcha platform Hai Jiske Madhyam se aap bade aasani se Paisa Kama sakte hain. Agar aapko Janna Hai Ke Ghar Baithe online Paisa Kaise kamaen to ise Jarur padhe aap nimnalikhit tariko se Paisa Kama sakte hain. Jo is Prakar hai. 

1. Kisi Brand Ko Sponsor Karke

Friends aaj duniya bhar mein bahut se Aise brand Ban chuke hain. Jo Apne brand ka prachar Prasar karne ke liye vibhinn social media platform ka istemal Karte Hain in mein se a 1 social media platform Instagram hai aap bhi kisi brand ka prachar Prasar Karke Paisa Kama sakte hain aapko iske liye Kisi product ka prachar karna hoga. 

Instagram mein company Apne brand ka prachar karne ke liye Kuchh vyaktiyon ko chunte Hain. Jinke Instagram account mein follower Jyada hote hain aapko Apne Instagram account mein unke brand ka photo athva han video logo ke sath share karna hoga jiske liye aap ko paise Milte Hain Yahan paise aap ke Instagram account ke follower per nirbhar Karti Hai. jitne Jyada follower Honge utna Jyada aapko paise diye jaenge. 

2. Affiliate Marketing Karke 

Yadi aap E-commerce website se Jude Hain To aap bhi affiliate marketing kar sakte hain aapko Flipkart athva Amazon jaise bade E-commerce website Mein Apna account banana Hoga aur uske Madhyam se aapko product link tatha photo ko Apne account ke Madhyam se promote karna hoga. 

Jaise log aapke Diye Gaye link per click karte hain. aur use product ko khareed lete hain to uska Kuchh Commission aapko Diya Jata Hai Is Tarah Se aap affiliate marketing ke Madhyam se Paisa Kama sakte hain. yah Suvidha Instagram Mein Di gai hai. 

3. Koi Product Sell Karke

Aapki Khud ki koi Company hai vah aap Koi product bechna Chahte Hain. To aap bhi is platform ka istemal kar sakte hain ismein aapko Keval product ki photo tatha uska price description Mein likhkar upload kar dena hai Dhyan Rahe aap product ke bare mein pura details likhen isase aapke follower ko santushti milati hai. aur yah sochte Hain Ki  Yahan Sahi price Mein Diya ja raha hai. 

Aapko is Baat Ka Dhyan Rakhna Hoga Ki  aapke Instagram account mein jyada follower tatha logon ka engagement Jyada Hona chahie. jisse log aapke product ko Dekhen aur uske bare mein Jankari Hasil karke hi khariden. aap ko is baat ka bhi Dhyan Rakhna padta hai ki aur message ka reply aap jald se jald n isliye aapko Instagram mein jyadatar time active Rahana hoga. 

4. Photos Sell Karke 

Bahut se Logon Ko photography ka bahut Shauk Hota Hai Log Dur Dur tatha Desh Videsh Mein ghoom Kar Apne Uchch Koti ke camera ke Madhyam se photo khinchte hain. aur Unka ek collection taiyar karte hain. aap ine khinchi Gai behtarin photo ko Apne Instagram Mein dalkar Paisa Kama sakte hain. aapko Keval yah karna hoga ki Instagram Mein Vigyapan ke Taur per Apne photo mein watermark ke sath apna contact number likhkar use Photo Ko upload kar dena hai jisse ki log kya Sochenge ki aap ek acche photographer Hain Jiske Paas bahut sari photo ka collection Rakha hua hai vah apne company tatha Anya brand ke liye photo Ka uchit Kar De kar aaj se khareed Lenge. Is Tarah Se aap photo bech Kar Bhi Paisa Kama sakte hain. 

5. Instagram Account Ki Selling Karke 

Yah Suvidha aapke liye bahut faydemand hai. Agar aapke Instagram account mein follower jyada hai to aap apna account sell kar sakte hain. aur is social media account ke Madhyam Se Achcha Khasa Paisa Kama sakte hain. 

Aapko is Baat Ka Dhyan Rakhna Hoga Ki aap ke Instagram account mein jyada follower tatha logon ka engagement Jyada Hona chahieye. Agar yah donon Nahin Hogi to aapka account koi bhi nahin kharidega. Jyada follower tatha engagement hone ke vajah se log  Apne brand tatha product ka acche se marketing kar sakte hain. Is Tarah aap apna Instagram account sale Karke bhi Paisa Kama sakte hain. 

Asha karta hun Mere dwara Di Gai Jankari se aap santusht Honge Instagram account tatha social media platform ka use Karke aap bahut sara Paisa Kama sakte hain. Instagram aapko Kai sari opportunity Deta Hai. Jiska aap fayda Utha sakte hain Humne aapko Instagram se paise Kaise kamaen iski Puri Jankari de di hai. aap ine Madhyam Ka upyog Karke Instagram se Paisa Kama sakte hain. 

Instagram Se Paise Kamaye

Mujhe ummid hai ki aap ko meri yah Lekh Instagram se paise Kaise kamaen Jarur Pasand I hogi. meri Hamesha se Yahi koshish rahti hai ki readers ko Instagram par paise Kaise kamaye ke Vishay Mein Puri Jankari pradan ki Jaaye. jisse unhen Kisi dusre side se internet Mein use article ke sandrbh mein khojne ki jarurat hi nahin hai. 

Isase Unki Samay ki bachat bhi Hogi aur ek bhi Jagah Mein unhen Sabhi information bhi mil Jayegi. yadi aapke man mein is artical ko Lekar koi bhi doubts Hai yah aap Chahte Hain Ki  ismein Kuchh Sudhar honi chahie tab iske liye aap niche comments likh sakte hain. 

Yadi aapko yah Lekh Instagram se Paisa kaise kamate hain Pasand aaya ya Kuchh sikhane Ko Mila tab kripya is post ko social networks  jaise ki Facebook Twitter aur dusre social media sites per share kijiega. 


Amazon Kya Hai,Amazon Se Paisa Kaise Kamaye,Amazon Se Free Recharge Free Shopping Kaise Kare

Amazon Kya Hai,Amazon Se Paisa Kaise Kamaye,Amazon Se Free Recharge Free Shopping Kaise Kare




Amazon kya hai Amazon se Free recharge kaise karen Amazon se shopping kaise karen doston mein jaan Har Koi Nahin use Karta bahut kam log hi Amazon app ko use karte hain Amazon se jyadatar log sirf shopping hi karte hain vah yah Nahin Jante ki Amazon se Ham Paisa bhi Kama sakte hain aur free recharge bhi kar sakte hain to aaj main aapko step by step Amazon kya hai aur Amazon se sirf shopping hi nahin paise Bhi kamaya Ja sakta hai.

Aur free recharge Bhi Kiya Ja sakta hai aur Free shopping Bhi Kiya Ja sakta hai to Kaise yah sab ho sakta hai vah samaj mein aapko batane wala hun sabse pahle to aap Amazon Ko download Kar Lijiye download button per click Karke Sidhe Play Store se Amazon ko install Kar Lijiye



Jab aap Amazon app Ko download kar lenge to aapko Amazon Mein signup karna padega mobile number email id aur ek password aapko dalkar ke Amazon Mein sign up kar lena hai uske bad aap log in logout kabhi bhi kar sakte hain ab main aapko batata hoon Amazon se aap paise Kaise Kama sakte hain aur free recharge kaise kar sakte hain Free shopping kaise kar sakte hain Dekho bahut log sirf Amazon app ko shopping karne ke liye hi upyog Mein late hain.


 Lekin Amazon Mein Ek Aisa features hai jo Har Koi Nahin use Karta uska naam hai Amazon pay balance Amazon pay balance ka use karne ke liye aap apne Aadhar Card se Mini KYC Kar Lijiye Uske bad aap Amazon pay balance mein se 200 ya 1000 rupaye add Kar Lijiye Apne Amazon pay balance mein ismein yah hota hai ki aap agar koi bhi Amazon se shopping Karte Hain To aap Sidhe Apne Amazon pay wallet se payment kar sakte hain.

To yah To Ho Gayi shopping Ki Baat ab batata hun aapko ki free recharge app kaise kar sakte ho doston Amazon per Main Har manth naya naya offer aata rahata hai jismein aap Agar 50 ka recharge Karne hain ya 20 ka recharge karte hain to aapko 100% cashback aapke Amazon pay balance Mein Mil Jata Hai aur aap ka recharge successful ho jata hai ya nahin aap ka ek rupya Nahin Laga to Amazon pay ka fayda yah hai aur Amazon Mein Har manth kabhi kabhi flash sales bhi Aate Hain.

 Jaise 75 ka recharge per 100% cashback upto 75 and 100 ka recharge per 100% cashback upto 100 Is Tarah ka flash sell Har month beech Beech Mein aata rahata hai to aap Amazon se Paisa Kama sakte hain Kyunki ismein Aapka Paisa hi safe ho raha hai recharge aapka free ho raha hai aur Amazon Mein free shopping bhi aap kar sakte hain Kyunki Amazon Mein Har manth Koi Na Koi shopping offers bhi Aata rahata Hai Jisko aap collect kar Karke Jab shopping karne Jaate Hain To vahan per niche ki taraf ab ka offer show karta hai ki aapko Itna cashback payment karne ke bad mil Jaega To ismein bhi aapka fayda hai aur aap Agar Amazon se aur Jyada Paisa Kamana Chahte Hain To aap apne Bank ko Amazon pay upi se link Kar Lijiye.

Kyunki Har manth Amazon se UP mein send money karne se aapko Kuchh Na Kuchh reward Milta rahata hai agar aap first time Amazon Mein Apna U P I I'd Link Karenge to aapko total profit 375 rupaye ka Hoga aur scan and pay Karenge to 75 rupaye ka alag profit Hoga aur first time recharge Karenge to 100 rupaye ka alag profit hoga to is Prakar se aap Amazon se bahut hi Achcha Paisa Kama sakte hain Kyunki bahut log sirf shopping karte hain aur Amazon per balance ke bare mein Nahin Jante hai bahot kam log hi Amazon pay balance ke bare mein Jante hain aur vah Har month paise kamate Hain  to abhi aap Amazon ko paise kamane ke liye bhi upyog Karen Kyunki aap Har Prakar se Amazon Mein paise Kama sakte hain kyoki Amazon mai shopping karne per to cash back recharge karne per to cashback bill payment karne per cashback milta hai.



Aur aapko Agar Amazon Mein Koi Bhi problem aata hai to ismein aapko 24×7 hamesha aapko customer support Milta hai aap kabhi bhi sirf ek mis call dekar ke a customer care Se Apna problem Bata Karke usko solve kara sakte hain.. agar aap Amazon Mein shopping Karte Hain To cashback Nahin Milta Hai Ya recharge Karte Hain To cashback Nahin Milta hai ya koi aur Amazon mein problem ho to aap Sidhe customer care se baat karke usko solve kar sakte hain to bahut hi Badi Company hai Jisne aap shopping to kar hi sakte hain Sath hi Sath aap Amazon Se Har manth acche paise bhi Kama sakte hain cashback ke roop mein.

To Abhi download Kariye Amazon app aur Aaj Se Mar Jaon Mein paise Kamana start kar dijiye aur Agar aapko Hamar jaan ke har 1 office ki jankari sabse pahle chahie to Telegram channel join Kar Lijiye telegram main aap search kar sakte hain ssg tricks aur join kar sakte hain ya FIR aap niche click Karke bhi Telegram channel join kar sakte hain.


Join Telegram Chanel - SSGTRICKS


Join Telehram Group - SSGTRICK



Abhi join Kar Lijiye Telegram channel Taki aap Amazon ke Chhote se Chhote offers ka bhi Pata Chale aur aap use offer ko loot sake aur Amazon se paise Kama sake..